Hanuman Ji ka sindoor prem Ek baar Hanuman Ji Prabhu Shree Ram ji se milne unke mehel mein gaye. Mehel mein us waqt prabhu shree Ram nahi the,aur maata Jaanki ji apna shringaar kar rahin thi. Jab Hanuman ji wohan pahuche, tab maata apni maang mein sindoor laga rahin thi. Aisa karte dekh, Hanuman ne…
Category: Information
Hanuman Ji ke vaanar mukh ka rahasya
Shree Ram ji ne ek din Hanuman ji se prasann hokar kaha, “Hanuman tumne vaanar ka shareer hi kyun meri seva ke liye chuna?” Ispar Hanuman ji ne kaha , ” Prabhu, aapne Naarad ji ko vaanar mukh dekar bhav bandhan se ubaara tha , isliye meine socha yadi mein khud vaanar ban jaonga ,…
Om: Prarthana Ka Mahatva
Praarthana premopasana ki sarvottam vidhi hai Antah kaaran se saprem nivedan, stuti hi sachi prarthana hai jiske maadhyam se Bhagwaan tak (jo Bhaav-vash hain) pohcha ja sakta hai. Prarthana me aartata (kaarunik pukaar) aavashyak hai. Yah aartata hi vyakti ko bhagwaan ka kripa paatra banaati hai. Jiski karun-kaatar pukaar sunkar ve apne ko rok nahi…
Chaitra Navratra me Maa Shakti ki Aradhana
Sarva Mangal Maangalya, Shive Sarvaarth Saadhike Sharanye triyambike Gauri Narayani Namostute Maa ke Nau Roop Prathamam Shailputri, Dwitiyam Brahmchaarini, Tritiyam Chandraghanteti, Kushmaandaa Chaturthakam Panchamam Skandmaateti, Shashtham Kaatyayani, Saptamam Kaalratri Mahagauri Chaastamam Nauvamam Siddhidaatri cha, NauDurga Prakritita. Maa Ke Battis Naam ki Maala (Bhaymukti Mantra) Katha: Mahishasur vadh ke baad devtaon ne Maa se praarthana ki…
Bidai ka geet
Nimua tale dola rakh de musafir Ayil saawan ki bahaar re Amma ke robe se nadiya bahat hai Papa ke robe se taal re Bhaiya ke robe se bheege more chunariya Bhabhi ke man anand re Nimua tale dola… Amma kahe beti nis din ayin ha Baba kahe chhau maas re Bhaiya kahe behne avsar…
From Maa’s Kitchen: Hareera
Described below is the recipe of a dish Hareera: Benefit of Hareera: Haddiyon ki mazbooti, maa ka doodh supachya banata hai, maa-bache ka pet theek rakhta hai Ingredients: Haldi: 200 gm Sonth: 200 gm Ajwain: 200 gm kalaunji: 100 gm gud: 500 gm Ghee: 250 gm Sookha nariyal: 50 gm Bhuna makhana: 50 gm Chhuhare:…
From Maa’s Kitchen: Panjiri ladoo
Ingredients: Atta: 1kg Pure Ghee: 1kg Bhoora (grounded sugar): 1 Kg almonds (grounded): 400 gm Chaar Magaj: 200 gm kasaa hua gola (nariyal): 100 gm safed mirch: 10 gm ajwain: 2 teaspoon kishmish: 100 gm kaaju: 50 gm Chiraunji: 50 gm Pista: 50 gm Method: 1/2 kg ghee me atta bhoon len. dheere dheere chalaate…
Ganeshji ke Dwadash Naam: Smarna Karo Subah Shaam
Pranamya sirsa devam gauri putram vinayakam bhaktavaasam smarennitya mayuhh kaamarth sidhhaye prathamam vakratundam cha ekdantam dwitiyakam tritiyam krishna pingaksham gajvaktram chaturthakam lambodaram panchamam cha shashtham vikatamev cha saptamam vighnarajam cha dhoomravarnam tathashtakam navamam bhaalchandram cha dashmam tu vinayakam ekadasham ganpatim dwadasham tu gajananam dwadshaitani naamaani trisandhyam yah pathhennarah na cha vighna bhayam tasya sarva sidhikaram…