Maa saacha tera dwar hai Jo bhav se taraata hai Bhoole bhatke rahi ko Raah dikhata hai Maa saacha tera dwaar hai…jo bhav se taraata hai Dwaare pe inke ao Jai Jai bulaane Bhakto maiya ji ke Darshan paane Manwaanchhit fal maa se mil jaata hai Maa saacha tera dwar hai…jo bhav se taraata hai…
Tag: Navratra
Vaishno Devi ki Katha
Treta yug me jab Prithvi par Ravan, Khardushan,Trishira, Taadka adi rakshason ne ghor atyachar kar sadhu santon ka havan-yagya-pujan karna band karva diya tha, charon or aasuri pravrittiyan failne lagin, us samay Maa Bhagwati Maha Kali, Maha Lakshmi tatha Maha Saraswati ne Dharm raksha ke liye apne sammilit tej se ek divya shakti ko janm…
Uncha Sajaa Darbaar (Ambe Bhajan)
Uncha sajaa darbaar hai Maa Ambe tumhara Ambe Tumhara Maa Jagdambe tumhara Chalte chalte thak na jaun pakdo haath humara Uncha sajaa…. Ab to in aankhon me tera roop basaya Tera naam na lun to kis kaam ki hai kaaya Tu hi maa jeevan ki khivaiya tu hi hai kinaara Uncha sajaa…
Welcoming Maa Bhagwati (In maithili with translation)
Sab koi pujito maiyya ann ann devta Hame pujibo charan tuhaar hey (Sab koi alag alag devtaon ko poojte hain..par mai to bas apke charno ko hi poojti hun) Jaun Hame Janitaun mero maiyya aiti Agar Chanan Ghar Dheri Taun Hey (Agar mai yah janti ki meri maiyya ane wali hain to mai apne ghar…
Maa Bhagwati Stotram
Namaste Astu Mahamaaye Shreepeethe Surpoojite Shankh Chakra Gadaa Haste Naarayani Namostute Namaste Singhwaahine Kolaasur Bhayankari Sarvapaap Hare Devi Narayani Namostute Sarvagye Sarvavarde Sarvadusht Bhayankari Sarvadukh Hare Devi Mahadevi Namostute Sidhhi Budhhi Prade Devi Bhakti Mukti Pradaayani Mantra Moorte Sadaa Devi Narayani Namostute Aadyant Rahite Devi Aadya Shakti Maheshwari Yogaje Yogshambhute Narayani Namostute Sthool Sookshm Maharaudreya…