Shri Krishna Bhagwan ne vedon me apna naam ॐ bataya hai. Unhone kaha hai ॐ ka jap karne se manushya jeewan mukt hokar Shri Krishna me samaahit ho jaata hai. Sant gyaani satat ॐ ka sumiran karte rehte hain. ॐ ka varnan swayam Shivji, Brahmaji aur Vishnu ji (Tridev) ne bhi kiya hai. ॐ hai…
Tag: spiritual
Hanuman Ji ka sindoor prem
Hanuman Ji ka sindoor prem Ek baar Hanuman Ji Prabhu Shree Ram ji se milne unke mehel mein gaye. Mehel mein us waqt prabhu shree Ram nahi the,aur maata Jaanki ji apna shringaar kar rahin thi. Jab Hanuman ji wohan pahuche, tab maata apni maang mein sindoor laga rahin thi. Aisa karte dekh, Hanuman ne…
Satguru Sharnam
Har khushi mil jaegi guru sharan aane ke baad Kuch na bigdega tumhara charno me jhuk jaane ke baad Prem ke manzil ke raahi kasht paate hain zaroor-2 Beej falta hai sadaa mitti me mil jaane ke baad Har khushi mil jaegi guru… Fool se jaakar ke poochhi chhayi hai…
Uncha Sajaa Darbaar (Ambe Bhajan)
Uncha sajaa darbaar hai Maa Ambe tumhara Ambe Tumhara Maa Jagdambe tumhara Chalte chalte thak na jaun pakdo haath humara Uncha sajaa…. Ab to in aankhon me tera roop basaya Tera naam na lun to kis kaam ki hai kaaya Tu hi maa jeevan ki khivaiya tu hi hai kinaara Uncha sajaa…
Durga Kavach (In Sanskrit)
संस्कृत से हिंदी अनुवाद के साथ पढ़ने के लिए क्लिक करें – Durga Kavach (hindi translation) श्री दुर्गा कवचम् (हिन्दी अनुवाद के साथ ) Om Sarvamangal Maangalya Shive Sarvaarth Saadhike Sharanyetra Ambike Gauri Narayani Namostute Kavach Praarambhah Om Namashchandikaaye Maarkandeya Uvaach. Om Yadguhyam Parmam Loke Sarva Rakshaakaram Nrinaam Yann Kasya Chidaakhyaatam Tanme Broohi Pitamah…
Welcoming Maa Bhagwati (In maithili with translation)
Sab koi pujito maiyya ann ann devta Hame pujibo charan tuhaar hey (Sab koi alag alag devtaon ko poojte hain..par mai to bas apke charno ko hi poojti hun) Jaun Hame Janitaun mero maiyya aiti Agar Chanan Ghar Dheri Taun Hey (Agar mai yah janti ki meri maiyya ane wali hain to mai apne ghar…
Jagdambe Bhawaani Bhajan
Jagdambe Bhawaani ke dwaare chali Aadya Shakti Bhawani ke dware chali Maa Bhawani ke darshan ko dware chali Aayi aasin maheena machi harbadi Aagyi Maa ke darshan ki paawan ghadi Man me dheeraj nahi har pal yun hi lagi Jaise Mata bulaati ho humko khadi Jagdambe Bhawaani ke dwaare chali… Chal pade man me leke…