Ye katha un dino ki hai, jab Bharat me Mughal Samrat Akbar ka shaasan tha. Mata ka ek param bhakt Dhyanu, apne sang sahit Jwala Maa ke darshan ke liye ja raha tha. Itna bada sangh dekh kar Akbar ke sipahiyon ne Chandni Chowk me unhe rok liya aur Badshah ke darbar me le ja…
Tag: God
kahan kahan dhundun (Krishna Bhajan)
kahan kahan dhundun bataun ghanshyam kahan kahan dhundun batado ghanshyam Gokul me dhundun… Vrindavan me dhundun Tum to base Radhe rani ke dhadkan me Shyam kahan kahan dhundun batado ghanshyam Yamuna tat pe dhundun…Bansi vat pe dhundun Tum to base Nand baba ke dhaam kahan kahan dhundun batado ghanshyam Kunj gali me dhundun… ya Barsaane…
Dharm Hi Ishwar Hai
Bhagwat Geeta ke aarambh me dharm tatha ant me ‘mam’ hai . Dharm aur mam ka arth hai: ‘Dharm hi mera hai, aur sansaar me mera kuch nahi.’ Bhagwan Shri Krishna ne Geeta me kahaa hai : “Dharm-may jeevan bitao”. Isi prakaar Ramayan me Prabhu Shri Ram ne Dharm-may rath ke maadhyam se jeevan ko…
Om
Shri Krishna Bhagwan ne vedon me apna naam ॐ bataya hai. Unhone kaha hai ॐ ka jap karne se manushya jeewan mukt hokar Shri Krishna me samaahit ho jaata hai. Sant gyaani satat ॐ ka sumiran karte rehte hain. ॐ ka varnan swayam Shivji, Brahmaji aur Vishnu ji (Tridev) ne bhi kiya hai. ॐ hai…
Kevat Dwaara Ram Stuti
Mere Raghav ji utrenge paar Ganga maiyya dheere baho Dheere baho dheere baho haule baho Mere Raghavji……. Aaj safal hue nain humare Prabhuji viraaje hain naav humare Ye to jag ke paalanhaar Ganga Maiyya dheere chalo Mere Raghavji……. Bhav sarita se khevan haare aaj humare naav padhaare Ye to Dashrath rajkumar Ganga Maiyya dheere baho…
Ath Ram Stuti (From Ramayan)
Shri Ram Chandra kripalu bhajman haran bhav bhay daarunam Navkanj lochan kanj mukh kar kanj pad kanjaarunam Kandarp aganit amit chhavi nav neel neeraj sundaram Pat peet maanahu tarit ruchi suchi naumi Janak sutaavaram Bhaju deen bandhu dinesh daanav daitya vansh nikandanam Raghunand anand kand kaushal chand Dashrath nandanam Sir mukut kundal tilak chaaru udaar…