Shri Krishna Bhagwan ne vedon me apna naam ॐ bataya hai. Unhone kaha hai ॐ ka jap karne se manushya jeewan mukt hokar Shri Krishna me samaahit ho jaata hai. Sant gyaani satat ॐ ka sumiran karte rehte hain. ॐ ka varnan swayam Shivji, Brahmaji aur Vishnu ji (Tridev) ne bhi kiya hai. ॐ hai…
Tag: Om
Om: Prarthana Ka Mahatva
Praarthana premopasana ki sarvottam vidhi hai Antah kaaran se saprem nivedan, stuti hi sachi prarthana hai jiske maadhyam se Bhagwaan tak (jo Bhaav-vash hain) pohcha ja sakta hai. Prarthana me aartata (kaarunik pukaar) aavashyak hai. Yah aartata hi vyakti ko bhagwaan ka kripa paatra banaati hai. Jiski karun-kaatar pukaar sunkar ve apne ko rok nahi…
Durga Kavach (In Sanskrit)
संस्कृत से हिंदी अनुवाद के साथ पढ़ने के लिए क्लिक करें – Durga Kavach (hindi translation) श्री दुर्गा कवचम् (हिन्दी अनुवाद के साथ ) Om Sarvamangal Maangalya Shive Sarvaarth Saadhike Sharanyetra Ambike Gauri Narayani Namostute Kavach Praarambhah Om Namashchandikaaye Maarkandeya Uvaach. Om Yadguhyam Parmam Loke Sarva Rakshaakaram Nrinaam Yann Kasya Chidaakhyaatam Tanme Broohi Pitamah…
Jagdamb ahin avlamb hamar-(In Maithili) [with hindi translation]
Jagdamb ahin avlamb hamar Hey Maaye ahan bin aas kekar (Hey Jagdambe Maa! Aap humare sarparast hain. apke bina mai kiska aasra karun) Jon maaye hamar dukh nahin sunab To Jaaye kahan kekara kahab Hum padlauhan beech bhamar Hey maaye ahan bin aas kekar (Yadi maa ap mera dukh nahi sunengi to mai kahan jaakar…
Jagdambe Bhawaani Bhajan
Jagdambe Bhawaani ke dwaare chali Aadya Shakti Bhawani ke dware chali Maa Bhawani ke darshan ko dware chali Aayi aasin maheena machi harbadi Aagyi Maa ke darshan ki paawan ghadi Man me dheeraj nahi har pal yun hi lagi Jaise Mata bulaati ho humko khadi Jagdambe Bhawaani ke dwaare chali… Chal pade man me leke…