Ramayan mein Ayodhya kaand ke ant mein Shri Ram Ji van gamaan prasang aata hai. Prabhu Shri Ram apne anuj Lakshman tatha patni Jaanki ji ke saath van ko prasthaan kartein hain. Shrinberpur ke baad unhe Ganga paar jaana tha, isliye unhone Ganga kinaare khade ek naavik se kaha, “Bhaiya, hamein us paar jaana hai,…
Tag: India
Hanuman Ji ka sindoor prem
Hanuman Ji ka sindoor prem Ek baar Hanuman Ji Prabhu Shree Ram ji se milne unke mehel mein gaye. Mehel mein us waqt prabhu shree Ram nahi the,aur maata Jaanki ji apna shringaar kar rahin thi. Jab Hanuman ji wohan pahuche, tab maata apni maang mein sindoor laga rahin thi. Aisa karte dekh, Hanuman ne…
Hanuman Ji ke vaanar mukh ka rahasya
Shree Ram ji ne ek din Hanuman ji se prasann hokar kaha, “Hanuman tumne vaanar ka shareer hi kyun meri seva ke liye chuna?” Ispar Hanuman ji ne kaha , ” Prabhu, aapne Naarad ji ko vaanar mukh dekar bhav bandhan se ubaara tha , isliye meine socha yadi mein khud vaanar ban jaonga ,…
Bidai ka geet
Nimua tale dola rakh de musafir Ayil saawan ki bahaar re Amma ke robe se nadiya bahat hai Papa ke robe se taal re Bhaiya ke robe se bheege more chunariya Bhabhi ke man anand re Nimua tale dola… Amma kahe beti nis din ayin ha Baba kahe chhau maas re Bhaiya kahe behne avsar…
Ram ji ki shaadi
Jab Raamji shaadi karke aate to unki maa-Kaushalya mata Ram ji se unke vivah ke vishay me poochhti hain… Naina bhari dekh lun byah prabhu toor Aaj pural manorath mor Kinka haath nariyal kinka dubi-dhan Kinka haath bataawar paan Saasu hath nariyal sarhaj dubii dhan Saali hath batawar paan
From Maa’s Kitchen: Hareera
Described below is the recipe of a dish Hareera: Benefit of Hareera: Haddiyon ki mazbooti, maa ka doodh supachya banata hai, maa-bache ka pet theek rakhta hai Ingredients: Haldi: 200 gm Sonth: 200 gm Ajwain: 200 gm kalaunji: 100 gm gud: 500 gm Ghee: 250 gm Sookha nariyal: 50 gm Bhuna makhana: 50 gm Chhuhare:…
From Maa’s Kitchen: Panjiri ladoo
Ingredients: Atta: 1kg Pure Ghee: 1kg Bhoora (grounded sugar): 1 Kg almonds (grounded): 400 gm Chaar Magaj: 200 gm kasaa hua gola (nariyal): 100 gm safed mirch: 10 gm ajwain: 2 teaspoon kishmish: 100 gm kaaju: 50 gm Chiraunji: 50 gm Pista: 50 gm Method: 1/2 kg ghee me atta bhoon len. dheere dheere chalaate…
Hey Gobind raakho sharan
Ek gaj (haathi) bhagwan shree krishna se madad ke liye prarthna kar raha hai kyunki use nadi me graah (magarmach) ne pakad rakha hai aur vo usse bachne ke liye antarman se bhagwan ki madad maang raha hai, vilaap kar raha hai}