Shri Krishna Bhagwan ne vedon me apna naam ॐ bataya hai. Unhone kaha hai ॐ ka jap karne se manushya jeewan mukt hokar Shri Krishna me samaahit ho jaata hai. Sant gyaani satat ॐ ka sumiran karte rehte hain. ॐ ka varnan swayam Shivji, Brahmaji aur Vishnu ji (Tridev) ne bhi kiya hai. ॐ hai…
Tag: Krishna
Krishna Aur Sudaama Ki Mitrata
सुदामा जी श्री कृष्णजी के बचपन के मित्र थे। दोनो संदीपन ऋषि के आश्रम में साथ–साथ पढ़ाई किये थे। सुदामा ब्राह्मन पुत्र थे, और श्रीकृष्ण राजकुमार थे। दोनो आश्रम में एक ही साथ हकर गुरू से शिक्षा प्राप्त किये थे। दोनों में अटूट प्रेम था।पढ़ाई समाप्त कर दोनो अपने-अपने घर चले गयेथे। एक बार पत्नी…
Om: Prarthana Ka Mahatva
Praarthana premopasana ki sarvottam vidhi hai Antah kaaran se saprem nivedan, stuti hi sachi prarthana hai jiske maadhyam se Bhagwaan tak (jo Bhaav-vash hain) pohcha ja sakta hai. Prarthana me aartata (kaarunik pukaar) aavashyak hai. Yah aartata hi vyakti ko bhagwaan ka kripa paatra banaati hai. Jiski karun-kaatar pukaar sunkar ve apne ko rok nahi…
Hey Gobind raakho sharan
Ek gaj (haathi) bhagwan shree krishna se madad ke liye prarthna kar raha hai kyunki use nadi me graah (magarmach) ne pakad rakha hai aur vo usse bachne ke liye antarman se bhagwan ki madad maang raha hai, vilaap kar raha hai}