kahan kahan dhundun bataun ghanshyam kahan kahan dhundun batado ghanshyam Gokul me dhundun… Vrindavan me dhundun Tum to base Radhe rani ke dhadkan me Shyam kahan kahan dhundun batado ghanshyam Yamuna tat pe dhundun…Bansi vat pe dhundun Tum to base Nand baba ke dhaam kahan kahan dhundun batado ghanshyam Kunj gali me dhundun… ya Barsaane…
Category: Bhajan
Amritvani – Prabhu Shree Ram ke liye Vandana
Karti hun mai vandana nat sir baarambaaar tumhe dev-parmaatman mangal Shiv shubh kaar anjali par mastak kiye vinay bhakti ke saath namaskaar mera tumhe hove jag ke naath dono kar ko jod ke mastak ghutne tek tumko ho pranaam mam shat-shat koti anek paap-haran mangal-karan charan sharan ka dhyaan nitya karun pranaam mai mere shakti…
Ghar Aao Mere Kanhaji (Baal Krishna Bhajan)
Khelat Khelat Ghar Ao…Ao mere Kanha Ji Ao Kanha Ji Ghar mere Ao Kanha Ji Aakar Maakhan Mishri ka bhog lagao mere Kanha ji Khelat Khelat… Dhenu Charaawat ghar ao …Ao mere Kanha ji Ao Kanha Ji Ao Kanha Ji Sang me Gwaal Sakhaa ko le ao…Le ao mere Kanha Ji Khelat Khelat… Murli Bajaawat…
Bal Gopal Ji Viraaje Jhoolan Pe (28-08-13)
Kanha ji jhoolan jhule re…on Janmashtmi 2013 मेरे घर कृष्ण कन्हैया आए है -२ कृष्ण कन्हैया आए हैं, मन मोहना आए हैं, जशोमति दुलारे आए हैं , नंदजी के प्यारे आए हैं। मेरे घर ———————————- कन्हैया आए हैं, माखन मिश्री का भोग लगाने आए हैं , सबका मन लुभाने आए…
Bhakt ki Pukaar
Bigdi janam anek ki Abahin sudhaarun aaj Hohin Ram ka naam japun Tulsi taj ku-samaj Ajab hairaan hun bhagwan Tujhe kaise manaun main Nahin aisi koi vastu Jise sewa me laun mai Karun kis taur (tarah) aawahan Ki tum maujood ho har shay (jagah) Vayakul hun bulaane ko Agar ghanti bajaun mai…
Om
Shri Krishna Bhagwan ne vedon me apna naam ॐ bataya hai. Unhone kaha hai ॐ ka jap karne se manushya jeewan mukt hokar Shri Krishna me samaahit ho jaata hai. Sant gyaani satat ॐ ka sumiran karte rehte hain. ॐ ka varnan swayam Shivji, Brahmaji aur Vishnu ji (Tridev) ne bhi kiya hai. ॐ hai…
Kevat Dwaara Ram Stuti
Mere Raghav ji utrenge paar Ganga maiyya dheere baho Dheere baho dheere baho haule baho Mere Raghavji……. Aaj safal hue nain humare Prabhuji viraaje hain naav humare Ye to jag ke paalanhaar Ganga Maiyya dheere chalo Mere Raghavji……. Bhav sarita se khevan haare aaj humare naav padhaare Ye to Dashrath rajkumar Ganga Maiyya dheere baho…
Ath Ram Stuti (From Ramayan)
Shri Ram Chandra kripalu bhajman haran bhav bhay daarunam Navkanj lochan kanj mukh kar kanj pad kanjaarunam Kandarp aganit amit chhavi nav neel neeraj sundaram Pat peet maanahu tarit ruchi suchi naumi Janak sutaavaram Bhaju deen bandhu dinesh daanav daitya vansh nikandanam Raghunand anand kand kaushal chand Dashrath nandanam Sir mukut kundal tilak chaaru udaar…
Satguru Sharnam
Har khushi mil jaegi guru sharan aane ke baad Kuch na bigdega tumhara charno me jhuk jaane ke baad Prem ke manzil ke raahi kasht paate hain zaroor-2 Beej falta hai sadaa mitti me mil jaane ke baad Har khushi mil jaegi guru… Fool se jaakar ke poochhi chhayi hai…
Uncha Sajaa Darbaar (Ambe Bhajan)
Uncha sajaa darbaar hai Maa Ambe tumhara Ambe Tumhara Maa Jagdambe tumhara Chalte chalte thak na jaun pakdo haath humara Uncha sajaa…. Ab to in aankhon me tera roop basaya Tera naam na lun to kis kaam ki hai kaaya Tu hi maa jeevan ki khivaiya tu hi hai kinaara Uncha sajaa…