Karti hun mai vandana nat sir baarambaaar tumhe dev-parmaatman mangal Shiv shubh kaar anjali par mastak kiye vinay bhakti ke saath namaskaar mera tumhe hove jag ke naath dono kar ko jod ke mastak ghutne tek tumko ho pranaam mam shat-shat koti anek paap-haran mangal-karan charan sharan ka dhyaan nitya karun pranaam mai mere shakti…
Ghar Aao Mere Kanhaji (Baal Krishna Bhajan)
Khelat Khelat Ghar Ao…Ao mere Kanha Ji Ao Kanha Ji Ghar mere Ao Kanha Ji Aakar Maakhan Mishri ka bhog lagao mere Kanha ji Khelat Khelat… Dhenu Charaawat ghar ao …Ao mere Kanha ji Ao Kanha Ji Ao Kanha Ji Sang me Gwaal Sakhaa ko le ao…Le ao mere Kanha Ji Khelat Khelat… Murli Bajaawat…
Dharm Hi Ishwar Hai
Bhagwat Geeta ke aarambh me dharm tatha ant me ‘mam’ hai . Dharm aur mam ka arth hai: ‘Dharm hi mera hai, aur sansaar me mera kuch nahi.’ Bhagwan Shri Krishna ne Geeta me kahaa hai : “Dharm-may jeevan bitao”. Isi prakaar Ramayan me Prabhu Shri Ram ne Dharm-may rath ke maadhyam se jeevan ko…
Shri Krishna aur Radha Rani ka Amar Prem
Krishna aur Radha ka prem anokha aur nyara hai. Yah Prem-rahasya koi prabhu ka bhakt hi samajh sakta hai. radha ji aur prabhu prem ki ek katha prasang is prakaar hai…. Ek baar Radhaji apni sakhiyon sang Prabhaas Tirth par snan karne gayin. Vahan par Shri Krishna ji bhi Rukmini ji aur apni anya…
Bal Gopal Ji Viraaje Jhoolan Pe (28-08-13)
Kanha ji jhoolan jhule re…on Janmashtmi 2013 मेरे घर कृष्ण कन्हैया आए है -२ कृष्ण कन्हैया आए हैं, मन मोहना आए हैं, जशोमति दुलारे आए हैं , नंदजी के प्यारे आए हैं। मेरे घर ———————————- कन्हैया आए हैं, माखन मिश्री का भोग लगाने आए हैं , सबका मन लुभाने आए…
Ganeshji Ki Arti
Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesh Deva Mata Jaaki Parvati Pita Mahadeva Ekdant Dayavant Chaar Bhujaadhaari Mastaak Sindoor Sohe Mushak ki Sawaari Paan Chadhe Fool Chadhe Aur Chadhe Mewa Laduan Ka Bhog Lage Sant Kare Sewa Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesh Deva Mata Jaaki Parvati Pita Mahadeva Andhan Ko Ankh Det Kodhin Ko Kaya…
Shri Ganesh Vandana
Vakratunda Mahaakaay Suryakoti Samaprabhah Nirvighnam Kurumedeva Sarvakaryeshu Sarvadaa Shri Ganesh Shri Ganesh Shri Ganesh Shri Ganesh Pratham Pujya hain Param Dev hain Sabke mitaaye Kasht Kalesh Samay ki Seema Shri Ganesh Aadi Madhya aur Ant Yahi Hain Shri Ganesh Shri Ganesh Shri Ganesh Shri Ganesh Gyaneshwar Hain Satya Yahi hain Hain…
Bhakt ki Pukaar
Bigdi janam anek ki Abahin sudhaarun aaj Hohin Ram ka naam japun Tulsi taj ku-samaj Ajab hairaan hun bhagwan Tujhe kaise manaun main Nahin aisi koi vastu Jise sewa me laun mai Karun kis taur (tarah) aawahan Ki tum maujood ho har shay (jagah) Vayakul hun bulaane ko Agar ghanti bajaun mai…
Shri Ganesh Arti
Sukhkarta Dukhharta Vaata Vighnaachi Nurvi Purvi Prem Kripaa Jayaachi Sarwaangi Sundar Uti shenduraachi Kanthi Jhalke Maal Mukta Phalanchi Jai Dev Jai Dev Jai Mangal Murti Darshan Maatre Mano Kaamna purti Jai Dev Jai Dev Ratna-khachita Faraa Tuz Gaurikumra Chandanaachi Uti Kumkum Keshara Heere Jadita Mukuta Shobhato Bara Runjhunati Nupure Charani Ghagariya Jai Dev Jai Dev Jai Mangal Murti…
Arti Banke Bihari ji ki
Shri Krishna Govind Hare Murari Hey Nath Narayan Vasudeva Banke Bihari Teri Arti Gaun Kunj Bihari Teri Arti Gaun Arti Gaun Pyaare Tumko Rijhaun Banke Bihari Teri Arti Gaun… Mor Mukut Prabhu Sheesh pe Sohe Pyaari Bansi Mero Man Mohe Dekh Madhur Chhavi Bali Bali Jaun Banke Bihari Teri Arti Gaun… Charno Se Nikli Ganga…