इस कहानी को हिन्दी में यहां पढ़ें Ek baar Shri Krishna ko RadhaRani ki pariksha lene ki ichha hui. To unhone apna bhes badal ek gwalin ka roop banaya aur Barsane, jahan Radharani rehti thi, chale gaye. Jab Radharani ne us gwaalin ko dekha, to vah atyant prasann ho uthin. Unke man ke harsh…
Tag: krishna radha prem
Shri Krishna aur Radha Rani ka Amar Prem
Krishna aur Radha ka prem anokha aur nyara hai. Yah Prem-rahasya koi prabhu ka bhakt hi samajh sakta hai. radha ji aur prabhu prem ki ek katha prasang is prakaar hai…. Ek baar Radhaji apni sakhiyon sang Prabhaas Tirth par snan karne gayin. Vahan par Shri Krishna ji bhi Rukmini ji aur apni anya…