Shri Krishna Govind Hare Murari Hey Nath Narayan Vasudeva Banke Bihari Teri Arti Gaun Kunj Bihari Teri Arti Gaun Arti Gaun Pyaare Tumko Rijhaun Banke Bihari Teri Arti Gaun… Mor Mukut Prabhu Sheesh pe Sohe Pyaari Bansi Mero Man Mohe Dekh Madhur Chhavi Bali Bali Jaun Banke Bihari Teri Arti Gaun… Charno Se Nikli Ganga…
Aarti Bal Krishna Ki (In Hindi)
(For English Fonts Scroll down) आरती बाल कृष्ण की कीजै, अपना जन्म सफल कर लीजै। श्री यशोदा का परम दुलारा, बाबा के अँखियन का तारा । गोपियन के प्राणन से प्यारा, इन पर प्राण न्योछावर कीजै। आरती बाल कृष्ण की कीजै अपना जन्म सफल कर लीजै। बलदाऊ के छोटे भैया, कनुआ कहि कहि बोले मैया। परम मुदित मन…
Bharatji ka Ramji ke Prati Prem va Samarpan
Bharat ji yadyapi Ramji ke chhote bhai the, kintu Ramji ko hamesha apna aaradhya maante the. Ramji ke prati unka ananya prem tha, Swabhaav se sankochi hone ke kaaran unka ye prem hriday ki gehraiyon me chhipa rehta tha. Lakshman ji praayah shri Ramji ke prati prem tatha bhakti prakat kar dete the kintu Bharat…
Om
Shri Krishna Bhagwan ne vedon me apna naam ॐ bataya hai. Unhone kaha hai ॐ ka jap karne se manushya jeewan mukt hokar Shri Krishna me samaahit ho jaata hai. Sant gyaani satat ॐ ka sumiran karte rehte hain. ॐ ka varnan swayam Shivji, Brahmaji aur Vishnu ji (Tridev) ne bhi kiya hai. ॐ hai…
Kevat Dwaara Ram Stuti
Mere Raghav ji utrenge paar Ganga maiyya dheere baho Dheere baho dheere baho haule baho Mere Raghavji……. Aaj safal hue nain humare Prabhuji viraaje hain naav humare Ye to jag ke paalanhaar Ganga Maiyya dheere chalo Mere Raghavji……. Bhav sarita se khevan haare aaj humare naav padhaare Ye to Dashrath rajkumar Ganga Maiyya dheere baho…
Kevat Prasang
Ramayan mein Ayodhya kaand ke ant mein Shri Ram Ji van gamaan prasang aata hai. Prabhu Shri Ram apne anuj Lakshman tatha patni Jaanki ji ke saath van ko prasthaan kartein hain. Shrinberpur ke baad unhe Ganga paar jaana tha, isliye unhone Ganga kinaare khade ek naavik se kaha, “Bhaiya, hamein us paar jaana hai,…
Krishna Aur Sudaama Ki Mitrata
सुदामा जी श्री कृष्णजी के बचपन के मित्र थे। दोनो संदीपन ऋषि के आश्रम में साथ–साथ पढ़ाई किये थे। सुदामा ब्राह्मन पुत्र थे, और श्रीकृष्ण राजकुमार थे। दोनो आश्रम में एक ही साथ हकर गुरू से शिक्षा प्राप्त किये थे। दोनों में अटूट प्रेम था।पढ़ाई समाप्त कर दोनो अपने-अपने घर चले गयेथे। एक बार पत्नी…
Hanuman Ji ka sindoor prem
Hanuman Ji ka sindoor prem Ek baar Hanuman Ji Prabhu Shree Ram ji se milne unke mehel mein gaye. Mehel mein us waqt prabhu shree Ram nahi the,aur maata Jaanki ji apna shringaar kar rahin thi. Jab Hanuman ji wohan pahuche, tab maata apni maang mein sindoor laga rahin thi. Aisa karte dekh, Hanuman ne…
Hanuman Ji ke vaanar mukh ka rahasya
Shree Ram ji ne ek din Hanuman ji se prasann hokar kaha, “Hanuman tumne vaanar ka shareer hi kyun meri seva ke liye chuna?” Ispar Hanuman ji ne kaha , ” Prabhu, aapne Naarad ji ko vaanar mukh dekar bhav bandhan se ubaara tha , isliye meine socha yadi mein khud vaanar ban jaonga ,…
Ath Ram Stuti (From Ramayan)
Shri Ram Chandra kripalu bhajman haran bhav bhay daarunam Navkanj lochan kanj mukh kar kanj pad kanjaarunam Kandarp aganit amit chhavi nav neel neeraj sundaram Pat peet maanahu tarit ruchi suchi naumi Janak sutaavaram Bhaju deen bandhu dinesh daanav daitya vansh nikandanam Raghunand anand kand kaushal chand Dashrath nandanam Sir mukut kundal tilak chaaru udaar…