Namaste Astu Mahaamaye Shri peethe surpoojite Shankh Chakra Gadaa Haste Narayani Namostute Jai Jai Jai Durge Maharani Adya Shakti Jag Vidit Bhawaani Jai Jai Jai Durge Maharani Vishwa Ko Mohit Karne Wali Teeno Lokon Me Rehne Wali Jai Jagjanani Jai Kalyaani Jai Jai Jai Jagdamb Bhawani Paapon Ka Naash Karne Waali Dukhon Ko Har Lene…
Tag: prayer
Om: Prarthana Ka Mahatva
Praarthana premopasana ki sarvottam vidhi hai Antah kaaran se saprem nivedan, stuti hi sachi prarthana hai jiske maadhyam se Bhagwaan tak (jo Bhaav-vash hain) pohcha ja sakta hai. Prarthana me aartata (kaarunik pukaar) aavashyak hai. Yah aartata hi vyakti ko bhagwaan ka kripa paatra banaati hai. Jiski karun-kaatar pukaar sunkar ve apne ko rok nahi…
Durga Kavach (In Sanskrit)
संस्कृत से हिंदी अनुवाद के साथ पढ़ने के लिए क्लिक करें – Durga Kavach (hindi translation) श्री दुर्गा कवचम् (हिन्दी अनुवाद के साथ ) Om Sarvamangal Maangalya Shive Sarvaarth Saadhike Sharanyetra Ambike Gauri Narayani Namostute Kavach Praarambhah Om Namashchandikaaye Maarkandeya Uvaach. Om Yadguhyam Parmam Loke Sarva Rakshaakaram Nrinaam Yann Kasya Chidaakhyaatam Tanme Broohi Pitamah…
Welcoming Maa Bhagwati (In maithili with translation)
Sab koi pujito maiyya ann ann devta Hame pujibo charan tuhaar hey (Sab koi alag alag devtaon ko poojte hain..par mai to bas apke charno ko hi poojti hun) Jaun Hame Janitaun mero maiyya aiti Agar Chanan Ghar Dheri Taun Hey (Agar mai yah janti ki meri maiyya ane wali hain to mai apne ghar…
Hey Gobind raakho sharan
Ek gaj (haathi) bhagwan shree krishna se madad ke liye prarthna kar raha hai kyunki use nadi me graah (magarmach) ne pakad rakha hai aur vo usse bachne ke liye antarman se bhagwan ki madad maang raha hai, vilaap kar raha hai}