kahan kahan dhundun bataun ghanshyam kahan kahan dhundun batado ghanshyam Gokul me dhundun… Vrindavan me dhundun Tum to base Radhe rani ke dhadkan me Shyam kahan kahan dhundun batado ghanshyam Yamuna tat pe dhundun…Bansi vat pe dhundun Tum to base Nand baba ke dhaam kahan kahan dhundun batado ghanshyam Kunj gali me dhundun… ya Barsaane…
Tag: praise god
Amritvani – Prabhu Shree Ram ke liye Vandana
Karti hun mai vandana nat sir baarambaaar tumhe dev-parmaatman mangal Shiv shubh kaar anjali par mastak kiye vinay bhakti ke saath namaskaar mera tumhe hove jag ke naath dono kar ko jod ke mastak ghutne tek tumko ho pranaam mam shat-shat koti anek paap-haran mangal-karan charan sharan ka dhyaan nitya karun pranaam mai mere shakti…