Karti hun mai vandana nat sir baarambaaar tumhe dev-parmaatman mangal Shiv shubh kaar anjali par mastak kiye vinay bhakti ke saath namaskaar mera tumhe hove jag ke naath dono kar ko jod ke mastak ghutne tek tumko ho pranaam mam shat-shat koti anek paap-haran mangal-karan charan sharan ka dhyaan nitya karun pranaam mai mere shakti…