Jab Raamji shaadi karke aate to unki maa-Kaushalya mata Ram ji se unke vivah ke vishay me poochhti hain… Naina bhari dekh lun byah prabhu toor Aaj pural manorath mor Kinka haath nariyal kinka dubi-dhan Kinka haath bataawar paan Saasu hath nariyal sarhaj dubii dhan Saali hath batawar paan
From Maa’s Kitchen: Hareera
Described below is the recipe of a dish Hareera: Benefit of Hareera: Haddiyon ki mazbooti, maa ka doodh supachya banata hai, maa-bache ka pet theek rakhta hai Ingredients: Haldi: 200 gm Sonth: 200 gm Ajwain: 200 gm kalaunji: 100 gm gud: 500 gm Ghee: 250 gm Sookha nariyal: 50 gm Bhuna makhana: 50 gm Chhuhare:…
From Maa’s Kitchen: Panjiri ladoo
Ingredients: Atta: 1kg Pure Ghee: 1kg Bhoora (grounded sugar): 1 Kg almonds (grounded): 400 gm Chaar Magaj: 200 gm kasaa hua gola (nariyal): 100 gm safed mirch: 10 gm ajwain: 2 teaspoon kishmish: 100 gm kaaju: 50 gm Chiraunji: 50 gm Pista: 50 gm Method: 1/2 kg ghee me atta bhoon len. dheere dheere chalaate…
Shri ShivPanchakshar Stotram ( शिवपंचाक्षरस्तोत्रम् )
Om Naagendraharaay Trilochanaay bhasmaanga raagaay Maheshwaraay Nityaay Shudhhaay Digambaraay tasmay naakaaraay Namah Shivaay Jiske kanth me saampon ka haar hai, jiske teen netra hain, bhasma hi jiska angaraag hai (anulepan hai), dishaayen hi jiska vastra hai Un shudh avinaashi maheshwar ko namaskaar hai Mandaakini salil chandan charchitaya nandishwar pramath naath maheshwaraya Mandaarpushpa bahupushpa supujitaaya tasmay…
Hey Gobind raakho sharan
Ek gaj (haathi) bhagwan shree krishna se madad ke liye prarthna kar raha hai kyunki use nadi me graah (magarmach) ne pakad rakha hai aur vo usse bachne ke liye antarman se bhagwan ki madad maang raha hai, vilaap kar raha hai}
Ganeshji ke Dwadash Naam: Smarna Karo Subah Shaam
Pranamya sirsa devam gauri putram vinayakam bhaktavaasam smarennitya mayuhh kaamarth sidhhaye prathamam vakratundam cha ekdantam dwitiyakam tritiyam krishna pingaksham gajvaktram chaturthakam lambodaram panchamam cha shashtham vikatamev cha saptamam vighnarajam cha dhoomravarnam tathashtakam navamam bhaalchandram cha dashmam tu vinayakam ekadasham ganpatim dwadasham tu gajananam dwadshaitani naamaani trisandhyam yah pathhennarah na cha vighna bhayam tasya sarva sidhikaram…